Sahih Tafseer Al-Quraan
Assalam U Alaikum Wa Rehmat Allahe Wa Barkatahu
Allah Taala Ka Shukr Hai Ki Mujhe Is Tafseer Ko Aap Logon Ki Khidmat Mein Pesh Karne Ka Sharf Haasil Ho Raha hai.
Tafseer Khaas English Alphabets mein likha hoon- Jo Urdu Lughat ke Munasib hai- Taaki Ise English aur Urdu Medium se padhne wale hazraat faida utha saken.
Tafseer Ke Liye Mundarja Zail Quran Se Istefada Haasil kiya gaya hai.
1) Tafseer Ibn Abbas Radi Allah Taala Anhuma- Mutarjum Aala Hazrat.
2)Tafseer Durre Mansoor (Imaam Jalaluddin Abdul Rehman Bin Aba Bakar Al-Sayyuti Rehmat Allah Alehe Mutawaffi (911 Hijri).
3)Kanzul Imaan- Tarjuma Aala Hazrat Imaam Ahl e Sunnat Mujaddid e Deen o Millat Parwanah Shama-e-Risalat Shah Imaam Ahmad Raza Khaan Aleh rehmat Al-Rehman.
4)Tafseer Qurtabi - Imaam Abu Abdullah Muhammad Bin Ahmad Bin Abu Bakar Qurtabi Rehmat Allah Alehe.
5)Tafseer Naeemi:-Tarjuma Hakim Al-Ummat Mufti Ahmad Yaar Khaan Naeemi Rehmat Allah Alehe-
6)Tafseer Rooh-al-Bayan-
7)Tafseer Tayseer.
6)Tafseer Rooh-al-Bayan-
7)Tafseer Tayseer.